Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeThe Story In Your Eyes
HomeThe Story In Your Eyes
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho oo oo ooo taqdeer jaga kar aayi hoon taqdeer jaga kar aayi hoon jaga kar aayi hoon main ek nayi duniyaa basa kar laayi hoon duniyaa basa kar laayi hoon ho oo oo ooo taqdeer jaga kar aayi hoon taqdeer jaga kar aayi hoon jaga kar aayi hoon main ek nayi duniyaa basa kar laayi hoon duniyaa basa kar laayi hoon ho oo oo ooo kis dil ko sunaao fasaana hoo oo aankh milte hi badla zamaana zamaana hoo oo kis dil ko sunaao fasaana aankh milte hi badla zamaana mere honthon pe geet kisi ke mere geeton mein bol khushi ke raseele kuchh nagmen chura kar laayi hoon nagmen chura kar laayi hoon hoo oo hua chupke hi chupke ishaara hoo oo mere dil ko mila ek sahaara sahaara hoo oo hua chupke hi chupke ishaara mere dil ko mila ek sahaara aayi mastaani rut albeli dil becha muhabbat le li kisi ko is dil mein chhupa kar laayi hoon dil mein chhupa kar laayi hoon ooo oo ooo oo taqdeer jaga kar aayi hoon taqdeer jaga kar aayi hoon jaga kar aayi hoon main ek nayi duniyaa basa kar laayi hoon
taqdeer ka fasaana taqdeer ka fasaana jaa kar kise sunaaye iss dil mein jal rahi hai armaan ki chitaayen taqdeer ka fasaana saanson mein aaj mere saanson mein aaj mere toofan uth rahe hai shehnaaiyon se keh do shehnaaiyon se keh do kahin aur jaa ke gaayen iss dil mein jal rahi hai armaan ki chitaayen taqdeer ka fasaana matwaale chaand suraj matwaale chaand suraj tera uthaye dola tujhko khushi ki pariyaan tujhko khushi ki pariyaan ghar tere le ke jaaye iss dil mein jal rahi hai armaan ki chitaayen taqdeer ka fasaana tum to raho salaamat tum to raho salaamat sehra tumhen mubaaraq mera har ek aansoon mera har ek aansoon dene laga duhaayen iss dil mein jal rahi hai armaan ki chitaayen taqdeer ka fasaana jaa kar kise sunaaye iss dil mein jal rahi hai armaan ki chitaayen taqdeer ka fasaana
heyy zindagi ye zindagi hai pyaar ke liye pyaar pe mare yahaan jo pyaar se jiye aap jaisa yaar jise pyaar mein mile aapka ye husn jiski baahon mein khile wo taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah heyy zindagi ye zindagi hai pyaar ke liye pyaar pe mare yahaan jo pyaar se jiye aap jaisa yaar jise pyaar mein mile aapka ye husn jiski baahon mein khile wo taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah haa hey duniyan mein wo khushnaseeb yaar koyi jiske kareeb pyaar yahaan sabse ameer baaki yahaan sab gareeb pyaar nahin kiya to khaak kiya luta ke jaan jiya hai wohi ho pyaar nahin kiya to khaak kiya luta ke jaan jiya hai wohi taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah jis par ye chhaya nasha wo hosh mein aa gaya jannat usse mil gayi jo dil tujhe paa gaya jaam peeye aankhon ke jaam peeye haan subah shaam peeye hai wohi ho jaam peeye aankhon ke jaam peeye haan subah shaam peeye hai wohi taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah dooba jo dil pyaar mein wo doob ke tar gaya
Taqdeer Ka Fasana (Female)
taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin lekin hai yakeen aayegi manzil aayegi manzil taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin pairon ki thakan kehti hai thehar mushkil hai dagar lamba hai safar pairon ki thakan kehti hai thehar mushkil hai dagar lamba hai safar par dil kehta hai gardish bhi aakhir to kahin pahunchayegi lekin hai yakeen aayegi manzil aayegi manzil taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin hairat se na tum dekho mujhko aur haal bhi mera mat poochho hairat se na tum dekho mujhko aur haal bhi mera mat poochho ab meri tabiyat baaton se khuchh bhi naa behalne paayegi lekin hai yakeen aayegi manzil aayegi manzil taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin lekin hai yakeen aayegi manzil aayegi manzil taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin
taqdeer ke kalam se koi bach naa paayega taqdeer ke kalam se koi bach naa paayega peshaani pe jo likha hai wo pesh aayega maalik ne jo likh diya hai wo mita naa paayega peshaani pe jo likha hai wo pesh aayega wo pesh aayega chaahne se kabhi aarzoo pe phool naa khile khushi ke chaar din bhi zindagi mein naa milen dekhiye ye pyaar bhi kitna majboor hai manzil ke paas aa ke bhi manzil se door hai ik nazar bhar ke bhi naa tu dekh paayega peshaani pe jo likha hai wo pesh aayega wo pesh aayega kismat bina koi kisi ko paa nahin sakeee aur pyaar ko seene se bhi lagaa nahin sakeee milne se pehle hi yahaan dil toot jaate hain safar se pehle humsafar chhoot jaate hain taqdeer tujh pe hansegi tu ro naa paayega peshaani pe jo likha hai wo pesh aayega taqdeer ke kalam se koi bach naa paayega peshaani pe jo likha hai wo pesh aayega wo pesh aayega wo pesh aayega
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Taqdeer Jaga Kar Aayi Dulari (1949) 03:20 32403
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:20   Song Number : 32403   

Taqdeer Ka (Male) Sehra (1963) 04:31 14192
 
Poster of Sehra (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ram Lal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Prashant
Raag- 
Des
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:31   Song Number : 14192   

Taqdeer Ka Badshah Taqdeer Ka Badshah (1982) 07:39 40426
 
Poster of Taqdeer Ka Badshah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 07:39   Song Number : 40426   

Taqdeer Ka Fasana (Female) Sehra (1963) 05:38 37665
 
Poster of Sehra (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ram Lal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Duration : 05:38   Song Number : 37665   

Taqdeer Kahaan Le Jaayegi Maloom Nahin Sanjh Aur Savera (1964) 03:17 16312
 
Poster of Sanjh Aur Savera (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 03:17   Song Number : 16312   

Taqdeer Ke Kalam Se Be-Reham (1980) 04:47 16207
 
Poster of Be-Reham (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 04:47   Song Number : 16207